Showing posts with label Aansu Shayari. Show all posts
Showing posts with label Aansu Shayari. Show all posts

Dil Uth Sa Giya Hai

Dil uth sa giya hai in be rang logon se Na wafa karte hain na reha karte hain
Read More

Ab Kiya Karna Us Shakes Se Gila

Ab kiya karna us shakes se gila ker ke wasi Woh bhi akhir apna intikhab tha
Read More

Usey Hum Chord Den Lakin

Usey hum chord den lakin bus aik choti se uljhan hai Suna hai dil se dhardkan ke judai mot hoti hai
Read More

Mila Tha Aik Dil Jo Tum Ko Day Dia

Mila tha aik dil jo tum ko day dia Hazaroo bhi hote to tere liye hote
Read More

Tum Aaj Her Sans Ke Sath Yad A Rahe Ho

Tum aaj her sans ke sath yad a rahe ho Ab tumhari yad ko ronku ya apni sans ko
Read More

Kyoun Sharkmiknda Karty Ho

Kyoun sharminda karty ho haal hamara poch ker Haal hamara wahi hai jo tum ne bna rakha hai
Read More

Ab Bhool Hi Chuke Ho To Itna Yad Rakhna

Ab bhool hi chuke ho to itna yad rakhna Mohabbat ka bharam tha warna itne aam hum bhi nahi thy
Read More

Bus Tere Samne Ankhoon Ne Bharam Khol Dia

Bus tere samne ankhoon ne bharam khol dia Warna sub se to chupai thi mohabbat main ne
Read More

Aaj Phir Teri Yad Ne Cheen Lia Hosh-o-hawas

Aaj phir teri yad ne cheen lia hosh-o-hawas fana ho jayen ge hum ager yahi silsila raha
Read More