Showing posts with label Barsat Shayari. Show all posts
Showing posts with label Barsat Shayari. Show all posts

Yeh Barsih Ka Mousam Yeh Thanda Saman

Yeh barish ka mousam yeh thanda saman Yeh bhi koi waqt hai hum se duor rehne ka
Read More

Udas Rehta Hai Muhlley Main Barish Ka Pani

Udas rehta hai muhlley main barish ka pani aaj kul Suna hai kaghaz ki kashti bnane waly ab barey ho gaey
Read More

Barish Howi To Teri Khushbuon Ke Qafle

Barish howi to teri khushbuon ke qafle Aise uray ke shear gulabon se bher geya
Read More

Is Barish Se Keh Do Mere Angan Main Na Berse

Is barish se keh do mere angan main na barse Usay dekh ker koi shiddat se yad ata hai
Read More

Tumhari Yad Ki Barsat Jub Barasti Hai

Tumhari yad ki barsat jub barasti hai Main toot jata hoon kachay se jhopray ki tarha
Read More

Tum Ponchti Thi Na Kitna Piyar Hai Tum Se

Tum ponchti thi na kitna piyar hai tum se  Low ab gin low bondey barish ki
Read More

Rehne Do Ab Ke Tum Bhi Mujhy Parth Na Sakon Ge

Rehne do ab ke tum bhi mujhy parth na sakon ge Barsat main kagaz ke tarha bhig geya hoon main
Read More

Rim Jhim Rim Jhim Baras Rahi Hay

Rim jhim rim jhim baras rahi hay Yaad tumhari qatra qatra
Read More

Teri Qurbat Bhi Nahin Hai Muyassar

Teri qurbat bhi nahin hai muyassar Aur din bhi barishon ke aa gaye hain
Read More

Ye Barishain Bhi Tum Si Hain

Ye barishain bhi tum si hain Jo baras gayi tu bahaar hain Jo thehar gayi tu qaraar hain Kabhi aa gayi yunhi be'sabab Kabhi chaa gayi yun...
Read More

Kia Rog Dey Gai Hai

Kia rog dey gai hai naye mausmon ki barish Mujhay yaad aa rahay hain mujhay bhool janay walay
Read More