Showing posts with label Afsoos shayari. Show all posts
Showing posts with label Afsoos shayari. Show all posts

Dil Uth Sa Giya Hai

Dil uth sa giya hai in be rang logon se Na wafa karte hain na reha karte hain
Read More

Ab Kiya Karna Us Shakes Se Gila

Ab kiya karna us shakes se gila ker ke wasi Woh bhi akhir apna intikhab tha
Read More

Bharosa Mat Karna Dunya Ke Logon Pe

Bharosa mat karna dnya ke logon pe Mujhy tbah karne wala bhi mera bohaut aziz tha
Read More

Tum Jante To Ho Mere Dil Ki Awaz

Tum jante to ho mere dil ki awaz Khair choro jante to mere hote
Read More

Us Ki Mohabbat Ka Silsila Bhi Ajeeb Tha

Us ki mohabbat ka silsila bhi ajeeb tha Apna bnaya na aur kisi ka hone dia
Read More

Intezar-e- Yaar Bhi Lutfe-e- Kamal Hai

Intezar-e- yaar bhi lutfe-e- kamal hai Nazre kitab per aur sochey janab per
Read More

Khud Ko Masroof Samajhte Ho

Khud ko masroof samajhte ho zara ik bat bhi sun lo Jis din hum howe masroof tumhe shikwah bohaut ho ga
Read More

Sabar Tahzeeb Hai Mohabbat Ki

Sabar tahzeeb hai mohabbat ki Woh samajhte hain be zuban hoon main
Read More

Sirf Hum Hain Un Ke Dil Main

Sirf hum hain un ke dil main Le dubi yeh ghalat fahmi hum ko
Read More

Tum Mohabbat Bhi Mousam Ki Tarha Nibhate Ho

Tum mohabbat bhi mousam ki tarha nibhate ho Kabhi baraste ho kabhi ek boond ko tarsate ho
Read More

Mujh Pae Jub Sitam Karna Taras Na Khana

Mujh pay jub sitam karna taras na khana Mujh pe her saza jaies hai main ne mohabbat ki hai
Read More

Jane Kis Gali Main Chord Aya Hoon

Jane kis gali main chord aya hoon Jagti howi raate hanste howe dost
Read More