Showing posts with label Mohabbat Poetry. Show all posts
Showing posts with label Mohabbat Poetry. Show all posts

Bus Mohabbat Hum Ko Us Se Honi Thi

Bus mohabbat hum ko us se honi thi so hogye Ab naseehat chorye saath deejye aur dua keejye
Read More

Wo Be Wafa Na Tha Yonhi Badnaam Hogiya

Wo be wafa na tha yonhi badnaam hogiya Hazaron chahne walay thay kis kis se wafa kerta
Read More

Mujh Se Her Bar Wo Nazrain Chura Leta Hay

Mujh se her bar wo nazrain chura leta hay Faraz Main ne kagaz per bhi bana ke daikhi hain aankhain uske
Read More

Tujh Ko Nahi Ehsas Ke Ae Dil Teri Khatir

Tujh ko nahi ehsas ke ae dil teri khatir Ik shakhs barday kaam ka bekaar howa hay
Read More

Meray Mutlab Ka Shakhs Tha Wo

Meray mutlab ka shakhs tha wo Afsoos ke matlabi nikla
Read More

Luta Ker Her Cheez Munzl-E-Ishq Ki Rah Main

Luta ker her cheez munzl-e-ishq ki rah main Hum huns peray hain aaj khud ko berbad daikh ker
Read More

Jane Kitne He Khuwab Dafna Chuka Hon

Jane kitne he khuwab dafna chuka hon is dil main Ab tu lagta hay jaise khud he qabristan hon main
Read More

Rang Bharta Tha Teray Qurb Ka Mausam

Rang bharta tha teray qurb ka mausam jin main Haye wo din bhi ajab aab-wo-hawa rakhtay thay
Read More

Bohat Roka Dil Ko Magar Kahan Tuk Rokta

Bohat roka dil ko magar kahan tuk rokta Mohabbat barhti gye, tumharay nakhroon ki tarah
Read More

Woh Subah Neend Se Jagay Tu Mujhse

Woh subah neend se jagay tu mujhse larne aye Ke tum koon hotay ho meray khuwabon main anay walay
Read More

Yadon Ke Hashiye Bhi Bohat Ahem Hain

Yadon ke hashiye bhi bohat ahem hain Deemak lagi kitaab ko zara ahista kholiye
Read More