Showing posts with label Dukhi Shayari. Show all posts
Showing posts with label Dukhi Shayari. Show all posts

Tujh Ko Nahi Ehsas Ke Ae Dil Teri Khatir

Tujh ko nahi ehsas ke ae dil teri khatir Ik shakhs barday kaam ka bekaar howa hay
Read More

Meray Mutlab Ka Shakhs Tha Wo

Meray mutlab ka shakhs tha wo Afsoos ke matlabi nikla
Read More

Luta Ker Her Cheez Munzl-E-Ishq Ki Rah Main

Luta ker her cheez munzl-e-ishq ki rah main Hum huns peray hain aaj khud ko berbad daikh ker
Read More

Jane Kitne He Khuwab Dafna Chuka Hon

Jane kitne he khuwab dafna chuka hon is dil main Ab tu lagta hay jaise khud he qabristan hon main
Read More

Rang Bharta Tha Teray Qurb Ka Mausam

Rang bharta tha teray qurb ka mausam jin main Haye wo din bhi ajab aab-wo-hawa rakhtay thay
Read More

Bohat Roka Dil Ko Magar Kahan Tuk Rokta

Bohat roka dil ko magar kahan tuk rokta Mohabbat barhti gye, tumharay nakhroon ki tarah
Read More

Woh Subah Neend Se Jagay Tu Mujhse

Woh subah neend se jagay tu mujhse larne aye Ke tum koon hotay ho meray khuwabon main anay walay
Read More

Yadon Ke Hashiye Bhi Bohat Ahem Hain

Yadon ke hashiye bhi bohat ahem hain Deemak lagi kitaab ko zara ahista kholiye
Read More

Khazan Ki Dhoop Se Shikwa Fazool Hay Muhsin

Khazan ki dhoop se shikwa fazool hay Muhsin Main yoon bhi phool tha, aakhir mujhay bikharna tha
Read More

Aaj Tu Be Sabab Udaas Hay Ji

Aaj tu be sabab udaas hay ji Ishq hota tu koi baat bhi thi
Read More

Likhta Hoon Tu Tum He Utarte Ho Qalam Se

Likhta hoon tu tum he utarte ho qalam se Perhta hoon tu lehja bhi tum, aawaz bhi tum
Read More

Behtar Hay Maut Se Mulaqat Ghalib

Behtar hay maut se mulaqat ghalib Armanon ka maatam ab manaya nahi jata
Read More

Ab Ye Ehsan Utaron Tu Utaron Kese?

Ab ye ehsan utaron tu utaron kese? Meray pr kaat ke azaad kiya hay usne
Read More

Itne Zalim Na Bano Kuch Tu Murrawwat

Itne zalim na bano kuch tu murrawwat seekho Tum pe mertay hain tu kiya maar hi dalo gay
Read More

Badla Howa Hay Aj Meray Aansuon Ka Rung

Badla howa hay aj meray aansuon ka rung Kiya dil ke zakham ka koi tanka udhard giya hay
Read More

Rooz Rotay Howay Kehti Hay Zindagi Mujhse

Rooz rotay howay kehti hay zindagi mujhse Sirf ik shakhs ki khatir mujhay berbad na ker
Read More