Dunya ko chahne wala bikhar jata hay Aur Allah ko chahney wala nikhar jata hay
Read More
Home » Islamic Poetry
Showing posts with label Islamic Poetry. Show all posts
Showing posts with label Islamic Poetry. Show all posts
Dunya Ko Chahney Wala Nikhar Jata Hay
Dunya ko chahney wala nikhar jata hay Aur Allah ko chahney wala nikhar jata hay
Read More
Ae Mah-E-Ramzan Aahista Chal
Ae Mah-E-Ramzan Aahista Chal, Abhi Khasa Qarz Chukana Hai, Kuch Khwab Hain Jin Ko Likhna Hai, Aur Tabeeron Ko Pana Hai, Kuch Log Hain Ujray ...
Read More
Tum Kia Jano Shab-E-Qadar Kia Hay
Tum kia jano shab-e-qadar kia hay kesi raat logo Hazaar saal se behtar hay ye noor ki barsaat logo Shab-e-qadar Allah ka inaam hey jo mangna...
Read More
Woh Ata Kary To Shukr Us Ka Woh Na Dy To Mala Nahi
Woh ata kary to shukr us ka woh na dy to mala nahi Mere rab ke faisly kamal hai in faislon main zawal nahi
Read More
Jo Tum Mayous Ho Jao Tu Rab Se Gftago Kerna
Jo tum mayous ho jao tu rab se gftago kerna Wafa ki arzoo karna safar ki justujoo kerna Jo tum mayous ho jao tu rab se gftago kerna Yeh aksa...
Read More
Tu Rub Hay Be Misaal Bohaut
Tu rub hay be misaal bohaut Main khaak nashin gunahgar bohaut
Read More
Kaun Kehta Hay Khuda Nazar Nahi Ata
Kaun kehta hay Khuda nazar nahi ata Wohi tu nazar ata hay jub kuch nazar nahi ata
Read More
Jesay Tu Razi Waisay Razi Kerday
Jesay tu razi waisay razi kerday Mera koi amal tu imtiazi kerday Ser jhuk jata hay mn jhukta he nahi Dil bhi kisi waqt namazi kerday
Read More
Meri Qismat Main Aisa Safar Likh De
Meri qismat main aisa safar likh de Main sehri mecca main keroon aur iftari madina main
Read More
Bari Ajeeb Hai Nadan Dil Ki Khwahish Yarab
Bari ajeeb hai nadan dil ki khwahish yarab Amal kuch nahi aur dil talabgar hai jannat ka
Read More
Nahi Mayoos Main Apney Khuda Se
Nahi mayoos main apney Khuda se Jub badal jati he qismat dua se
Read More
Teri Rehmaton Pe Hey Munhasir
Teri rehmaton pe hey munhasir, meray her amal ki qabooliat Na mujhay saliqa-e-iltaja, na mujhay shaoor-e-namaz
Read More
Qiyamat Tuk Sajde Main Rahay Ser Mera Khuda
Qiyamat tuk sajde main rahay ser mera Khuda Ke teri nematon ke shukar ke liyay ye zindagi kafi nahi
Read More
Atish-E-Dozakh Na Daikh Ghazab Se Mujhko
Atish-e-dozakh na daikh ghazab se mujhko Barda Rahim he wo jis ka gunahgar hon main!
Read More
Hum Roz Gunah Karte Hain
Hum roz gunah karte hain, woh chupata hai apni rehmat se Hum majboor apni aadat se, woh mashhoor apni rehmat se
Read More
Koi Ibadat Ki Chahat Main Roya
Koi ibadat ki chahat main roya Koi ebadat ki rah main roya Koi yaar ki bewafai pe roya Koi yar ko mana ke roya Ajeeb hay ye namaz-e-muhabbat...
Read More
Mang Lu Gir Gra Kar Khuda Se Abhi Mughfirat Susti Hai
Mang lu gir gra kar khuda se abhi mughfirat susti hai Kehte hain ke ramadaan mein rab ki rehmat barasti hai
Read More
Umeed-E-Toba Per Ho Chukey Bohat Gunah Ya Allah
Umeed-e-toba per ho chukey bohat gunah ya Allah Muhallat to mil rahi hay tofeeq bhi ata ker
Read More
Mujhay Kun Se Ker Tu Qareeb Ter
Mujhay kun se ker tu qareeb ter Mujhay apney dar ki gadaie de Mujhay is jahan se garz nahi Mujhay us jahan ki rasaie de
Read More
Subscribe to:
Posts (Atom)