Showing posts with label EID Poetry. Show all posts
Showing posts with label EID Poetry. Show all posts

Eid Tu Un Ki Howi Jin Ko Deedar

Eid tu un ki howi jin ko deedar-e-yaar naseeb howa Apni tu Eid bhi guzr gaye rah daikhte daikhte
Read More

Eid Ke Khiyal Ne Khush Tu Kerdiya Hay Lakin

Eid ke khiyal ne khush tu kerdiya hay lakin Ab bhi sooch ker tumhain dil bauhat udaas hay
Read More

Ye Eid Tu Phir Se Laut Ayee

Ye Eid tu phir se laut ayee Jo bichard gye, kub lotain gay?
Read More

Chalo Acha Howa Ab Ke Bhi Eid Tanha Guzre

Chalo acha howa ab ke bhi Eid tanha guzre Galay mil ke bohat rootay agar jo tum aa jatey
Read More

Apna Tu Kisi Toor Sy Kut Jaey Ga Ye Din

Apna tu kisi toor sy kut jaey ga ye din Tum jis se milo aaj usay Eid Mubarik
Read More

Dastoor Hay Dunya Ka Magar Ye To Batao

Dastoor hay dunya ka magar ye to batao Hus kis se milain kis ko kahain?                                                       EID MUBARIK
Read More

Tujh Ko Meri Na Mujhay Teri Khabr Jaey Gi

Tujh ko meri na mujhay teri khabr jaey gi Eid ab ky bhi dabe paoon guzr jaey gi
Read More

Loog Takte Hi Rahay Aasmaanon Main

Loog takte hi rahay aasmaanon main Hum ne zulfoon main chand daikha hay
Read More

Kitni Mushkil Se Falak Per Nazar Aata Hay

Kitni mushkil se falak per nazar aata hay Eid ke chand ne bhi andaaz tumharay seekhay
Read More

Chand Eid Ka Dilkash Hay Maanta Hoon

Chand eid ka dilkash hay maanta hoon Husn-e-janan se magar haar jay ga
Read More

Din Bher Khafa Thi Mujh Se Magar Chaand Raat Ko

Din bher khafa thi mujh se magar chaand raat ko Mehandi se mera naam likha us ne haath per
Read More

Ye Eid Bhi Guzar Gyee Hay Aakhir

Ye Eid bhi guzar gyee hay aakhir! Magar un jinaab ki khabar tuk nahi
Read More

Guzar Gayi Ye Eid Bhi Gham-E-Zindagi Ki Tarhaa,

Guzar gayi ye Eid bhi gham-e-zindagi ki tarhaa, Hota jo koi apni apna to ham bhi khushyaan manatey. .
Read More

Waqt Tera Bhi, Waqt Mera Bhi Guzar Giya

Waqt tera bhi, waqt mera bhi guzar giya Bus kisi ki Eid guzri koi Eid per guzar giya
Read More

Jis K Bagair Sham Guzri Na Thi Kabhi..

Jis K Bagair Sham Guzri na thi kabhi..  Us K Bagair Eid Guzar gayi !!
Read More

Mehak Uthi Hay Faza Peer Hun Ki Khushboo Se

   Mehak uthi hay faza peer hun ki khushboo se Chaman diloon ko khilanay ko Eid ayee hay
Read More

Eid Pe Sub Kuch Hoga, Sub Loog Hongay....

Eid pe sub kuch hoga, sub loog hongay.... Lakin kahan se dhoond ke laoon wo bichrday howay loog?
Read More

Wallah Jub Pehnay Gi...Woh Eid Ka Jorda

WAllah jub pehnay gi..........woh eid ka jorda Humari chordo mazloom ayeenay pe kia guzray gi
Read More

Teri Deed Jis Ko Naseeb Hay Wo Deed Qabil-E-Deed Hay

  Teri deed jis ko naseeb hay wo deed qabil-e-deed hay Tujhay soochna meri chand raat, tujhay daikhna meri eid hay...!
Read More